KAL HALKI HALKI BARISH THI
kal sard hawa ka ruqs b tha
kal phool b nikhray nikhray thy
kal un mai ap ka aks b tha
kal badal kaalay gahray thy
kal chand py lakhoon pehrey thy
kuch tukry ap ki yadoon k
bari dair sy dil ma thehray thy
kal yadain ulghi ulghi theen
aur kal tak yah na sulgi theen
KAL YAAD BHT TUM AAY THY
KAL YAAD BHT TUM AAY THY
Kash mai asman ka badal hota
hr waqat try shehar py shaya rehta
Tu aagan mai nikalti mai garaj k tm ko bulaya karta
tu larz k mujko dekha krti
mai bars k tuj ko manya karta
tu hath sy bheegi zulfen htaya krti
mai bijli ki chamk sy tri mang sjya krta
Kash mai asman ka badal hota
"wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh...
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain........"
Aaj ujaali ki kiran kho gayi zindagi veraan se ho gayi, gaye woh din jab humne unse umeed rakha Aaj yeh khoob ho gaya ki humain mohabbat se nafrat ho gayi