Shan Masalay say Khushbu ki DOHNI do.
Us k baad Chawal mein us ki QABAR Banao.
jab Tayar ho jaey to "Mujhay" Dawat do.
ta''k mein us ki NAMAZ E JANAZA parhaoon.
HAPPY BIRYani Day!
Jaha yad na aye wo tanhai kis kam ki, Bigde rishte na bane to khudai kis kam ki, Beshak apni manzil tk jana h, Par jaha se apne na dikhe wo uchai kis kaam ki...
1 Sardar Rail Ki Patri Per So Gaya . 1 Aadmi Ne Kaha Kya Kar Rahe Ho? Train Aayegi To Mar Jaoge! Sardar: Mere Uper Se Hawai Jahaaz Guzar Gaya To Kuch Nahi Hua, Train Kya Cheez Hai?