Ek aadmi k pas jin tha,
jin bola "Aaqa" mujhy koi huqm dain.
Aaqa replayed : Yaar mery ghar say Amrica tak aik Road banao.
Jin : Aaqa ye mushkil kaam hay, resty hain darya atye hain, pahar atye hain, jungal aty hain, abadiyan atye hain, samundar bhi ata hay, Bohat mushkil hay, kuch or huqam daein...
us bandy nay bohat soocha then he said Yaar meri B.V ko mera farmaberdaar bana day..
Jin foran bola "Road singal banani hay Dubble lane
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.