Apun tera dost,
Dost bole to bhai,
Bhai bole to Munna Bhai
Munna Bhai bole to MBBS
MBBS bole to Dr
Dr bole to kya?
Bole to chal chadi utar INJECTION lgane ka :p
2010.
1 class ka bacha apni Miss se kehta hai.
Mai aap ko kaisa lagta hoon?
Miss: So sweet!
Bacha: To phir mai apne ammi abbu ko aap k ghar kab bhejun.
Miss: Wo kyon?
Bacha: Ta''kay wo hamari baat agay chalayen,
Miss: Ye kya bakwaas hai!