bicharrnay walay ye

bicharrnay walay ye
bicharrnay walay ye kyon nahi samajhtay faraz.

k yaadon say mohabbat ka guzaara nahi hota...
  

May, 03 2010     96 chars (1 sms)     2346 views       Faraz

more Faraz SMS Messages

jis kashti k mokaddar me ho doob jana FARAZ,

Tofan se bach b nikle to kinare rooth jate hain.


Mera us sheher-e-adaawat mein Basera hai Faraz..
.
Jahaan Log sajdon mein bhi Lagon ka Bura chahtay hain.
tujh ko kis phool ki nishani don"faraz"

tu juda aisy mosam main howa jub darkhton k hath khali thy.
Nigahen Us Pe Parti Hain
Jis Se Kuch Ta’aluk Ho “Faraz”

Har Shakhs Mohabat Ki Nigah
Se Dekha Nahi Jata….!
"Main Barson Sy Jannat Ki Talaash Mein Nikla Hua Tha..,

faraz...

Laikin Thak k Aaj Phir "MAA" K Qadmou Mein Aa Gira....!!
Bomb dhamako se tum log Q dartay ho FARAZ...

Ye to hotay hain tujhay ooncha uranay k liye



Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi
FARAZZ
Jab Duniya Chor k Hum Janay Lagay Hain


Takhleeq Aasamaan Pe Wo MEre Liye Hua Hai
FARAZ
Mana K Iss Zameen Pe Wo MEra Nahi HAi WO
aasib zdah ghar ka main woh dar hoon faraz.

deemak ki tarha kha gai jisay dastak ki AARZU!
Sadagi Ki Duhai To Har Koi Deta Hai Faraz..!

Lekin Marte Sab Hi Be-Hayai Pe Hain..!!



Bicherte Waqt Kyun Na Perh Saka Nighaon Ki Zuban
FARAZZ
Usey To Iss Fun Per Pura Uboor Tha
har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai faraz..

khud chahe kitna b bewafa ho talash hamesha wafa ki rehti hai...