saza yah khob mili tum say dil laganay ki,nazarlagi hay meray pyar ko zamanay ki,ab to qabar mein say bhi nikal ker kahtay hain hath mere,hamain to hasrat hi rah gai tumhain galay laganay ki
is tarah sataya hai pareshaan kiya hai goya k muhabbat nahi ehasaan kiya hai socha tha k tum dosaron jaise nahi hoge tum ne bhi wahi kam meri jan kiya hai mushkil tha bohut mere liye tark-e-taalluq ye kam bhi tum ne mera asaan kiya hai