Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID