Unke Ikrar Ka Intezar Hai

Unke Ikrar Ka Intezar Hai
Unke Ikrar Ka Intezar Hai Mujhe,
Jane Q Unse Pyaar Hai Mujhe,
Ae Khuda Kab Ayega Wo Hassen PaL,
Jab Wo Kahenge Aapse Pyaar Hai
Mujhe...
  

Apr, 24 2013     139 chars (1 sms)     3634 views       Love

more Love SMS Messages

Barsoon Baad Mile Woh Tu Galay Se Lipat Kar Ro Diye
Janty Ho dosto isi Ne Kaha Tha, K Tum Jese Bahot Milain Gay
Boy- Do you love me?
Girl-Yes !!
Boy-Prove it!
Girl-How?
Boy-Jump down from the roof..
She walked up to the edge and said with a smile
Girl- Push me!
I think it's fabulous when someone comes along and makes you begin to live for the future instead of just trying to get through one day at a time.
You Can Live Without

The Person Who Sayz

"You Are Mine"

But

You Can NEVER Live

Without Someone

Who Sayz

"I Am Yours"
aksar pyar karne wale,
apne pyar ki tarif karte rehte hai,
taaki wo unse juda na ho jaye,
hum isliye rehte hai khamosh,
taaki un par koi aur fida na ho jaye
Kyun yaad tum itna aate ho…?
Kyun hum ko tum tarpaate ho…?
Gum sum gum sum hain aaj sahar se hum…
Kyun itna hamain sataate ho…?
Aadi hogaye hain us sitam ke hum…
Jo aadatan humpe dhaate ho.
Tumhain khayaalon se gar nikaal bhi dain…
To khwaabon main aa jaate ho.
Hum lab se nahin karte izhaar-e-mohabb at…
Tum aankhain hii nahin parh paate ho………..
girl- what kind of dream do you have
about your wedding..?
boy- in which i m your groom...

awww...? ?
An Act Ov LUV That Fails
Is Just As Much A Part Of The Divine Life
As An Act Of Love That Succeeds
For LUV Is
Measured By Fulness
Not By Reception
Heart Relax In The Tiny

Gap Between Each Beats..

But,

Even In That Gap

My Heart Remembers

Sum Special Sweet People Lik U..
Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hy

Wo ashk ban kar Aankhon se rawaan rehta hy



Kisi lamhy tanha honay nahi deti uski yadein

Mere Aangan mein melay ka samaan rehta hy



Her gharri dil ka daricha khula rakhty hain

Her gharri us ke aanay ka gumaan rehta hy



Log kehty hain zakham bhar jatay hain aakhir

Zakham bhar jatay hain lekin nishaan rehta hy



Wo milay to itna bata dena usko

Tujh bin Tera pyar preshaan rehta hy
Zindge youn the ke jenee ka bahana tu tha
Hum tu faqat zaib-e-hikayat the, afsana tu tha
Jese Jese chaha tere hijran main wo log
Atee jatee musam the zamana tu tha
Dost dost ke hatoon main kamanee theen farhan
Sabhi dekh ke such rahee the, nishana tu tha.
Hamare bin adhure tum rahoge,

Kabhi chaaha tha kisi ne,tum ye khud kahoge.

Na honge hum to ye aalam na hoga,

Milenge bahut se lekin koi hum sa pagal na hoga