To kya hua aj agr wo mere saath nai h! Me aj bi us se utni hi mohabbat krta hu ar is liye nhi ki koi aur nhi mili pr is liye ki us se mohabbat krne se fursat hi nhi miltii
bottle main Pepsi say zyaada
....used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada... I LOVE U
Ghar mom ka pahlay to banaya nahi jata,
ban gayay to sooraj say bachaya nahi jata,
ab tum ho muqabil to mujhay harna hoga,
tum ko to meri jan haraya nahi jata ........