Kabi Jazbon Kabi Khuwabon Ki Tijarat Kar K, Dil Ne Dukh Dard Kamaye Hain Mohabbat Kar K, Wo Jab Aayega To Mehfooz Milengay Usko, Hum Ne Dafnaye Hain Kuch Khuwab Amanat Kar K, 1 Zara Si Bhool Hui Or Usay Kho Bethay, Hum Ne Paaya Tha Jisay Barson Ibadat Kar K
Leke hum dusro ki hansi kya kare, Jo apni nahi wo khushi kya kare, Tanha jine se behatar hai mar jaye hum, Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.