"Hum Ko GaLi Main dekh kar Khud Ko Chupa Lia,
jane ye DUSHMANO ne usay kia sikha diya,
ghar us ne kia banaya MASJID k samne....
CHAHAT ne us ki hum ko NAMAZI bana diya"
Socha yad na karke thoda tadpaye unko,
kisi aur ka naam lekar jlaye unko.
Par koi chot unko lagi to dard hame hoga,
ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.