Woh Sehri Ki Thandak
Woh Iftar ki ronak
Woh asmaan ka Noor
woh Taron ki chamak
Woh Masjidoo ka sawarna
Woh Minaaron ka Chamakna
Woh Musalmaano ki Dhoom
Woh Farishtoo ka Hajoom
jee Haan
Just 1 day
RAMADAN
Start preparing to welcome this HOLY MONTH
Ramadan Mubarik
Ramazan Ki Tiyari Ais Tara Karu k ALLAH ap k liye HIDAYAT, REHMAT , BARKET or KARAM k faisalay ferma day. KHoob Ibadaat karay rozay rakhain ALLAH se maffi mange.