Ek dost aisa chahiye jo
Hume apna maan sakay
Hamray har dukh ko jaan sakay
Chal rhay hoon hum tez barish mein phir bhi pani
Mein ansso ko pehchan sakay
Tumse hi Dosti
Tumhara hi Intezar Tumhare bina Dil rehta hai
Bekarar
tumhari yeh Saadgi, Tumhara yeh Pyar
Jeevan bhar na bhool payenge is
Dosti ko
Yaar...