husband apne wife

husband apne wife
husband apne wife say is daffa bete ki khatna doctor say karwayien ge wife nahi nai say karwainegay
beta jiss bhi karwoa khal tou "MQM" MEIN HI JAYE GI NA"
HAPPY EID UL AZAH
  

Jun, 18 2010     175 chars (2 sms)     3949 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
"Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe." Happy EID..
Wishing you Happy Eid Mubarak in advance,
For the following 10 Years.

2009
2010
2011
2012
2013
2014
2015
2016
2017
2018

Agar Coming 10 Years main aapko koi Pehle Wish karne ka dawa kary.

To Ek Rakh k chamat dena aur ye msg dikha dena. Ok?

Don''t Delete It.
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID
Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh,
Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress,
Doston ka sath aab chalo Ghumne,
Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne.
Tumko bhi EID MUBARAK
nazar ka chain dil ka soror hote hain.
kuch ase log jahan main zaror hote hain.
sada chamakta rahe in ki EID ka tehwar.
kareb reh k b jo hum se dor hote hain shani
deepak mein agar noor na hota

tanha dil youn majboor na hota

mein app ko
"EID MUBARAK"
kehne zaroor ata

agar app ka ghar itna door na hota
"EID MUBARAK"
Is Eid par
woh mere sath nhi hai..
magar woh, uski yaaden, uski baatain..
sub mujya yaad hain..
Us ne be mjya yaad kia ho ga..
phir mere khayalon main khoye howe..
Tasawar ki kis lamhe main
dhere se kaha ho ga.

~ Eid Mubarak ~
O pakistanio
bus main latak kar aanay walo
light ke beghair rehnay walo
deshat gardi bardasht karne walo
har chees pe etra text dene walo
40 ka petrol 108 main kharidne walo
selab ka imdadi maal dobara market se lene walo
shehr ki light ka bill apne ghar se dene walo
sania ko bhabhi kehne walo
muni ko badaam kane walo
english ke paper main calculator le janay walo
ganje ko wazir banay walo
call center wali larki se baat karke khush honay walo
.
.
.
meri taraf se sab ko
ADVANCE EID MUBARAK
Gulshan ko kar rahi Mo"attar Hawa-e-Eid
Aata nahi Nazar kuch b Siwaye Eid
Meri Taraf se Eid Mubarak ho Aap ko
Bus Mere pass hai Yehi Tohfaa Bara-e-Eid
MILAY TUJHE NA DUKH ZINDAGI MAIN,
PHOOL KI TARHAN TO MEHKAY KHUDA KARAY,
ZINDA RAHAY NAAM ABAD TAK TERA,
EID KI KHUSHIYAN TUJHE MUBARAK KHUDA KARAY
It’s your Eid Gift

47028918583496
Rs.1000 walay scratch card
ka number hay load kar lo.

Nahi load howa?

Kamal hey,
jub me ne kia tha tab to ho gia tha:)
EiD Ho Chuki Hai...


?


?


?


?


?


?


?


?


?


?


?


?


?


?



KeyPad DabaNe se BaDBOO(Smell) naHi Jayegi.. Chup Chap Nahane JaoO...

[==-EiD MuBaRaK-==]