Dil ki dard ko dil tornay wali kaya janai
Pyar ki rawajo ko yai zamanai walai kaya janai
hutai kitnai takleef qabar mai
upper sai pool rakhnai walai kaya janai
ye dil na jaane kya kar baitha.
mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
is zameen par toota sitara to nahi girta.
aur ye pagal chand se DOSTI kar baitha...