dosti yakin pe tiki hoti hai,
ye diwar badi mushkil se khadi hoti hai,
kabhi fursat mile to padhna kitab risto ki,
dosti khoon ke risto se badi hoti hai
Jo chiz mang kar mile wo mannat hai,
Chaha kar mile wo chahat hai,
Pass ho to amanat hai,
Dil se mile wo rahemat hai,
Par tumare jaisa dost mile wo kismat hai.
Jab Waqt ne Zindagi se Hisaab maanga,
To humne socha kya Khoya or kya Paaya,
Khone ka to Hisaab na mila,
Yaad raha to bas itna ke Dost ap jaisa bhi payaa