A Man Touched An

A Man Touched An
A Man Touched An Electric Current Wire & Was About To Die.,
Suddenly Lights Went Off..
& He Was Safe..
He Danced In Joy & Shouted..





AHA!!
GEO MUSHARAF
  

Jun, 16 2010     166 chars (2 sms)     2887 views       Geo Or Jeenay Do

more Geo Or Jeenay Do SMS Messages

2000 Mai Lipstick Kitnee Sastii Hotii Thiii :)

But Aj Tu Sab Se Farighh Brand Bhi Mehnga Ha :(

Jeeenay Doo Mushii
7 Sal Pehle Meri Girl Frnd K Sare Bhai Ghar Main Rehte Thai

Aur Us K Sath Date Marna Muskil Hota Tha
Ab Sab Bhai Atta K Liye Line Main Kahrey Rehtey Hain

Ab Maze Hi Maze ....

Geo Musharaf
The people of Poland are observing
a 7-day mourning for the tragic
death of their President.

May ALLAH bless us with the same opportunity.
Aameen... ;->
Musharraf Is Good For Economy . . .

He Has Silver In His Hair

Gold In His Teeth

Stones In His Kidney

Steel In His Knees

Sugar In His Blood

&

Gas In His A** . . .
Jala daali zaalimo ne meri dukan,
Es se to acha tha jala dete mujh samait mera makaan.

Ab kahan se kama k khilaounga apne gharane ko,
Jab ghar main hi nahi hoga raashan o samaan.

Mera qasoor kya tha aey zalim jalane wale,
Na main hamla awar tha na wo mera mehman.

Meri zindagi bhar ki kamaai aik pal main jal gai,
Aur tum kehte ho sabar kr.. na ho halkaan?

(Dedicated to those 5000 karachi shopkeepers whose shops burned out last nite...
Sindhi Topi Aur Ajrak Ki Shandaar Kamiyaabi
K Baad.
Ab Paish Hai.
.
.
.
.
Sindhi Underwear.
A Product of Qaim Ali Shah. :-)
Ye Watan Pe Apni Jan Kia Denge,


Ye Log Waqt Pe Imtehan Kia Denge,


Jo Khud Ghulam Hon America K,


Wo Roti Kapra Makan Kia Denge . . . ;->
In B.Com there used to be a book named "Economic Problems of Pakistan" and now the new name is"Economics of Pakistan" Waah kya taraqqi hai
Sindhi Topi Aur Ajrak Ki Shandaar Kamiyaabi K Baad.

Ab Paish Hai.

.
.
.
.

Sindhi Underwear.

A Product of Qaim Ali Shah. :-)
tum ne Pakistan k Foreign Affairs kitnay achay kar diay

GEO MUSHARRAF

tum ne to foreign Countries se itni Dosti Barha li ke SAAARAAA AAATA hi Baahar Bhej dia

GEENAY DO MUSHARRAF
yeh kaisee hai hawa chali k manzil lagti door hai,
kapdey, makaan kee baat naa poochoo roti b ab to door hai,

"kaun kheil raha hai kheil sarey" kaun yahan bai noor hai,
Lao inqlab Pakistanio k yahan yehi behtar dastoor hai
Plz Aap Kisi Ko Gaali Na Dain Iss Se Aap K Gunah Barhte Hain
Kisi Ko Bura Bhala Kehna Ho To Usay






Musharaf Keh Dain
Wo Khud Hi Sharminda Ho Jaye Ga
Shukrya