Main tod leta agar

Main tod leta agar
Main tod leta agar wo GULAB hoti,Main jawab banta agar wo SAWALhoti,Sab jante hai main nasha nahi karta phir bhi pi leta agar wo SHARAB hoti
  

Jun, 14 2010     140 chars (1 sms)     3845 views       Love

more Love SMS Messages

zindagi mili zra c thi,
kuch es m kami zra c thi

wo roz hota gaya pass mere
lekin phir b dori zra c thi

qasoor chachme awara ka zada tha
meri to marzi zra c thi

muhabbat bant di us ne zamane bhar m
jo mere hisse m ae zra c thi
Mukhtasir ye k achy lgty hoO



Chahny ka sabab aur kuch bhi nhi......
Live for the person who''s ready to die for u;
Smile for the person who cries for u;

Fight for the person who protects u and luv the person who luvs u more than u!
Mosam shabab ka,
Nasha sharab ka,
Parda janab ka or rang gulab ka,
in sabme haseen , in sabme Lajawab dekho SMS padne wala "Chehara Janab ka."
meri ankhon me sawan ki jhari rehti hai
jese koi kashti darya me khari rehti hai
dekh teri yad me kitna madhosh hon main
duniya ko meri or mujhy teri pari rehti hai
Mohabbaton mein,
Adawatein kesi!
Chahna kisi ko to phir,
Shiqayatein kesi!

Jab tumhara us par aitbaar hai itna,
To zara zara c baat per WAZAHATEIN kesi!
Yaadon ko bhulane mein kuch dair to lagti hai,

Aankhon ko sulaney mein kuch dair to lagti hai,

Kisi shakhs ko bhula dena itna aasan nahi hota,

Dil ko samjhaney mein kuch dair to lagti hai,

Bhari mehfil mein jab koi achanak yaad aajaye,

Phir aansoo chupaney mein kuch dair to lagti hai,

Jo shakhs jaan se bhi pyara ho wo achanak door hojaye,

Dil ko yakeen dilaney mein kuch dair to lagti hai.
Love puts the fun in together,

The sad in apart,

The hope in tomorrow,

The joy in the heart.
Love is like a game of chess:
One false move and you''re mated.
Love is a smoke made with the fume of sighs. Being purged, a fire sparkling in lovers'' eyes. Being vexed, a sea nourished with lovers'' tears. What is it else? A madness most discreet, a choking gall and a preserving sweet


~ William Shakespeare ~
LovE

cannot be expressed in words.


It is bigger than the universe,

Deeper than the ocean,

innocent than a newborn baby and more dangerous than war!!
Saavli Si Larkii

Yay Raaz Samajhti Thii

Chaar Din Ki Baatein Hein

Aagey Ghum Ki Raatein Hein

Yay Jo Raahi Aayaa Hay

Siraf Ik Waqti Saayaa Hay

Jeewan Ki Tapti Dhoop Mein

Har Aik Saayaa Paraya Hay

Haqeeqat Ko Such Samajhti Thii

Saanvli Si Aik Larki....