Hijir ka taara doob chala hai dhalny lagi hy rat wasi Qatra qatra baras rahi hai ankhon se barsat wasi tery bad ye dunya wale mujh ko pagal kar dein gy khushbu k dais mein mujh ko le chal apne sath wasi yunhi chup ki mohr laga kr kb tk gumsum betho gy khamoshi se dum ghut-ta hy chero koi baat wasi
Words cant express, what I feel for you. I cant explain why the sky is blue. But I know my heart is true when I say: I am lucky to have a lover like you Love you my angel..!!
Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain