aksar pyar karne wale,
apne pyar ki tarif karte rehte hai,
taaki wo unse juda na ho jaye,
hum isliye rehte hai khamosh,
taaki un par koi aur fida na ho jaye
Koi ankhon se baat ker leta hai,
koi ankhon me mulakat ker leta hai,
bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh rehker saval ker leta hai...!!! :)