kisi girte hue insaan ko uthane do mujhe
kisi lut ti hui izzat ko bachane do mujhe
geet gaaye hain bahut pyaar aur mohabbat ke
aaj insaaniyat ke geet hi gaane do mujhe
Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai,
dil main bas ek Tamanna hi kafi hai,
Tamanna hai ye ki aap sada kush raho ,
hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai