Us k hath ki kash me wo lakeer ban jaon Kash me uska muqadar uski taqdeer ban jaon Me usey itna chahon k wo bhool jaye hr rishta Sirf me hi us k hr rishte ki tasvir ban jaon Wo aankhen band kare to aaon me hi nazar Is tarha me us k hr khawab ki tabeer ban jaon…
Find arms that'll hold you at your
weakest;
Eyes that will see you at your ugliest;
Heart that will love you at your worst.
And if you have found it, you've found
true love!
Tufano me jindagi ko panah kaha milti hai,
Anjani rahon me rahe kaha milti hai.
Arey, TAJMAHAL banane ka hosla to ham bhi rakhte hai,
Magar wafadar MUMTAJ kaha milti hai
Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay