Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine
Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine
Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par
Na Mit Saka Woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine
Yaad karne ke liye koi cheez chaiye,
Aap nahi to aapki tasvir chaiye.
Par tasvir aapki hamara dil behla na sakegi,
Kyonki yeh aapki tarah muskura na sakegi
FEEL MY LOVE
Mere pyarko "GUSSE SE"ya phir
"MOHABBAT" SE ya phir
"DHOKE" SE ya phir
"MAJBOORI" SE ya phir
"DIL SE"
FEEL MY LOVE
MY SWEET HEART FEEL MY LOVE