Heart is like a

Heart is like a
Heart is like a bottle of perfume.
If u never open it nobody knows the fragrance inside it..
If u keep it always open
soon u will loose ur fragrance.
So act wisely.
  

Jun, 12 2010     168 chars (2 sms)     2654 views       Love

more Love SMS Messages

Bachpan ke dukh bi kitne ache the,

tab to sirf khilone tuta karte the.

Wo khushiyan bi na jane kaise khushiyan thi,

titli ko pakad ke uchhla karte the.

Paoon maar ke khud barish ke pani mae,

apna aap bhigoya karte the.

Ab to ek aansu bi rusva kar jata hai,

bachpan mein to dil khol ke roya karte the.
Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam
Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai
Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai
Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai
Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai
Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas
Masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai
Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai
Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai
Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai
Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin,
Usay mehsoos karna mayri justujoo hai
Ab tum bhi lout jaao pari
Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…
''Bhchrny par mojhe aiksa rahe hay''

''Woh ab katna badilti ja rahe hay''

Snhbhlon kase us Resham badn ko

''Wo haatun sy phslti ja rahe hsy''
Wo pyar ka suboot dikhaya krta tha

ansu baha k hmain manaya krta tha

ye zindgi sirf tum se wabasta ha

aksar ye bat hamain bataya krta tha

us ki baton ma kuch aisa asar tha jana

ma barish k bina hi bheeg jaya krta tha

sone ki fursat kse thi Farhan

wo hamain sari raat jagaya krta tha

bechani jb had se barh jati

wo jee bhar k gale lagaya krta tha

wo itni muhabbat KRNe wala badal kaise gaya?

Jo har bat pe mari qasm khaya krta tha!!!
Usai Pata Hai Mujse Intzar Nahi Hota
Phr B Karwata Hai
Usai Pata Hai Tanhai Achi Nahi Lagti
Phr B Chor K Chala Jata Hai
Usai Pata Hai Wo Mere Jism-O-Jan Main Basta Hai
Phr Bhi Wo Mujhe Bhul Jata Hai
Usai Pata Hai Muje Usai Mohabbat Hai
Phr Bhi Wo Muje Satata Hai
Khud To Yad Karta Hai
Jbi Usko Bhulana Chahun Wo Yad Aa Jata Hai
Wo Muje Bohat Satata Hai
Kbi Nafrat To Kbi Pyar Jatata Hai
Kehta Hai Dost Hai Hum
Phr Q Apni Mohbat Jatlata Hai
Wo Bohat Satata Hai
Izhar-E-Mohabat Main Wo Inkar Batlata Hai
Par Kehta Hai Wo Muje Bohat Chahta Hai
Jab Tanha Hota Hai Mere Pas Ata Hai
Muje Tanhaeyon Main Chor Jata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankhon mein wahi sapna hota hai.....!!!!
Aapki yad na aaye to hum bewafa, Aap bulao aur na aaye to hum bewafa,
Hume maarne k liye khanjar ki zarurat nahi,1bar nazar fer lo, na mar jaye
to hum bewafa
Money And Love Aren''t The Same Thing . . .

The More You Spend The Money, The Less You Have

The More You Spend Love, The More You Get In Return
Be Rehmi Se He Sahi Magar Kuch Bola To Karo.



Chup Rehte Ho To Nafrat Ka Gumaan Hota Hai.....!!!!!

Tum raho hum se door to ik kaam kar jana
Kuch pal apne humare naam kar jana

Agar a jaye mout humain tere aane se pehle
To a kar mere janaze ka ehteram kar jana

Na rona isqadar ke takleef ho humain
Mout ko bhi mazak samajh kar anjaan ban jana

Main ek din so jaon ga sada ke liye,
Phir mujhe bewafa keh ke badnaam kar jana

Jo guzro meri qabar se to nazrain na phairna
Mehman he ban ke Dua salam kar jana
What I Thought . . .
Love Was Only A Beginning
Every Hour
Every Week
Every Year I Spend With U
I Discover New Dimensions To Love
Someone Asked Shakespeare:
“U Married A Girl Elder Than U, Why?”

He Showed Him A Calendar N Said
“A Week Has 7 Days;
...Can U Say Which Day Is Younger,
Either Sunday Or Saturday ??

So, Love Comes From Heart Not In Age”
Love Has No Age.

-MORAL:
Senior Girls R Also Available For Boys:P