is tarah sataya hai pareshaan kiya hai goya k muhabbat nahi ehasaan kiya hai socha tha k tum dosaron jaise nahi hoge tum ne bhi wahi kam meri jan kiya hai mushkil tha bohut mere liye tark-e-taalluq ye kam bhi tum ne mera asaan kiya hai
Tinka Tinka tufan me bikharte chale gaye,Tanhai ki gehraiyon me utarte chale gaye.Udate the jin dosto k sahare aasman me hum, 1-1 karke sab bichadte chale gaye...!!! IFFI :)