Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye,
Har nazar mein bas pyaar nazar aaye,
Tumhe jiski talash hai mere dost,
khuda kare wo khud tumari talash mein aaye
Har sham se tera izhaar kiya karte hai,
Har khwab me tera didar kiya karte hai,
Diwane hi to hai hum tere,
Jo har waqt tere milne ka intzaar kiya karte ha