USEY KEHNA'' Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay, Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay. DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho, Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay. Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa, Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay. Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab, Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay. JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua, Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay
zindagi main bohat baar waqat asa ai ga
jb tum ko cahnay wala hi tum ko rulai ga
magar bhrosa rakhna uspar akelay main
who tum say kahi ziyada aansu bahaye ga