In ‘The Universal Ban

In ‘The Universal Ban
In ‘The Universal Bank of God’…
God stores his blessings & deposited 365 days full of love,
faith & happiness for you…
So,Enjoy spending…
Happy New Year.
  

Jun, 11 2010     157 chars (1 sms)     2571 views       New Year

more New Year SMS Messages

is naye saal ki pehli subha
jab tumhare nain khulen
is naye saal ki pehli ghari
jab tumhare hath uthen
is naye saal ki pehli khushi
jab tumhare gale lage
is saal ka pehla hath
jab tumhari simt barhe
is naye saal ki pehli soch
jo tumhare jeevan mein nikhaar laye
to itnaa jaan lena ke koi or hath bhi
tumhare liye uthe zaroor hain
jis ke dil se bhi yehi dua nikli hai
wo nain hamesha khushiyaan dekhen
wo mangi dua pori ho jaye
wo gum door kahin bathakte milen
wo sath wo hat kabhi
gum se nahin choote
wo soch tumhare muqaddar ko
hamesha urooh phunchaye
to kuch hamare bare mein soch lena
ke koi hai jo na jane
kab se tumhare bare mein
barsoon se soch raha hai
Din gujar gaya hai intejaar mein,
raat gujar gayi intejaar mein,
Naya saal mubarak ho aapko,
2006 beet gaya aapke SMS ke intejar mein.
Remember The Laughter,
The Joy,
The Hard Work,
And The Tears.

And As You Reflect On The Past Year, Also Be Thinking Of The New One To Come.

Because Most Importantly,
This Is A Time Of New Beginnings

And The Celebration Of Life."
"Here is a wishing that the coming year is a glorious one that
rewards all your future endeavors with success
Ab k saal kuch aisa karna
Apney pichley bara maah k

Dukh sukh ka andaza karna
Bisri yaadein taza karna

Sada sa ik kagaz ley kar
Bhooley bisrey pal likh lena

Phir iss beetey ik ik pal ka
Apney guzrey ik ik kal ka

Ik Ik mour ka ihata karna
Sarey dost akatha karna
Saree subhein hazir rakhna
Saree shamein paas bulana

Aur alawa in k dekhoo
sarey mausam dheyaan mein rakhna
Ik ik yaad gumaan mein rakhna

Phir mohtaat qiyaas lagana

Gur to khushiyaan barh jati hain
Tu phir tum ko meri taraf se yeh saal mubarak

Aur agar gham barh jaye to
MaTt bekaar takaluf karna
Dekho phir tum aisa karna
Meri khushiyaan tum ley lena
Mujh ko apney ghum dey dena
Ab k saal kuch! aisa karna
Es Naye Saal mein Jo tu chahe wo tera ho, Har din khubsoorat aur ratein roshan ho, Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar, Naya Saal Mubarak ho tujhe mere yaar
har sal hum kuch sochtey hein
kabhi tum ko door
kabhi pass patey hein
har sal tumhe kuch naya deney ki try kartey hein
aur sal gift aur dua detey hein
happy new year
Receive my simple gift of "LOVE"
Wraped with "SINCERITY"
Tied with "CARE" &
Sealed with "DUA"
2 Keep u "HAPPY" & "SAFE" all the life.
HAPPY NEW YEAR....
W
Y
H

WI
YO
HA

WIS
YOU
HAP

WISH
YOU A
HAPPY

*****************
*NEW YEAR 2007*
Throughout the Coming Year may your life be filled with
little celebration of Happiness...Wishes you a Bright,
Happy and Prosperous New Year 2008 with God Bless..
LeTs GaThEr ArOuNd & CeLeBrAtE d DaWn Of SpArKlInG nEw YeAr
MaY iT bRiNg GiFtS oF jOyS, gOoD hEaLtH & sUrPrIsEs

BeSt WiShEs FoR d 1st MoRnInG oF 2010 (=
Congratulations People of Pakistan!

We are the Only Nation in the World.

Who''ll gonna Start New Year with a Strike.

So I''m Sure that I''m the 1st to Wish You.


Happy Strike Year 2010.