2010 is at the door…
Remember
Life is short, break the rules,
Forgive quickly,
love truly,
laugh uncontrollably,
and
never regret anything that made you smile.
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne aasma se salam bheja hai, mubarak ho apko naya saal, hum ne advance me ye piagam bheja hai. Happy New Year.
I am Sorry
Ek Buri Khabar Hai
Mujhy Bhool Jana PLz...
Main Kuch Dino K Baad
Tumhy Hamesha K Liye
Chor Kr Chala Jaonga
Tumhara Apna
Year 2006
But
Tumhy Aik Naya DOST De Kr
Ja Raha Hon
Year 2008
So Njoy With It !
Es Naye Saal mein
Jo tu chahe wo tera ho,
Har din khubsoorat aur ratein roshan ho,
Kamiyabi chumte rahe tere kadam humesha yaar,
Naya Saal Mubarak ho tujhe mere yaar.
Sabke Dilo mai ho sabke liye Pyar, (In Hindi)
Sabke Dilo mai ho sabke liye Pyar,
Aanewala har din laye Khusiyo ka Towhar,
Es ummid ka sath aao bhulke sare Gum
New Year 2008 ko Hum Sab kare WEL-COME!by