barish SMS Messages190 messages

Aaj ki iss barish mein...
phir wohi si boondein hain

phir wohi si thundak hy

...phir wohi sa sab kuch hy
par
Aaj ki iss barish mein..

sath tum nahi ho tou ...

aankh num si kitni hy

saans tung si kitni hy

rooh piyasi kitni hy

ye udaasi kitni hy

Aaj ki iss barish mein
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge
is barish ko dekh kr tumhari yad aa rahi hai

tum pas hote to wiper hi phirwa lete:-))
barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "Faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.
Ajj Halki Halki barish hai
Ajj Sard Hawa ka Raqs bhi hai..
Ajj Phol bhi Nikhry hain
Ajj un main tera Aks bhi hai
Ajj Badal Kally Gahry hain
Ajj chand pe lakhon pahry hain
Khush tukre tare yadoon k
Bari dair say dil main thary hain
Ajj Yadain uljhi uljhi hain
Ajj taar yeh dil k sulge hain
Ajj yaad bohat tum aye ho...

"AJJ YAAD BOHAT TUM AYE HO"
Aam ki khushbu,
barish ki bahar,
Garmi ka Mosam aaney ko tayar,
Thori si masti,
Thora sa pyar,
Load Sheding k liye raho tayar,
"HAPPY SUMMER SEASON mere YAR ;->
Golden Words

ALLAH Ki 4 Rahematian Asi Hai
Jo Insan Se Bardaasht Nai Hoti .

1 – Beti
2 - Mehman
3 - barish
4 - Bemari
Pyar Or barish Dono 1se Hote Hein

Wo Hamesa Yadgar Hote Hein

Fark Sirf Itna Hai

barish 7 Rehkar Tan Bhigoti Hai,

Or Pyar Dur Rehkar Ankhe Bhigota Hai
Badal Se Badal Miltey hain To barish Hoti hai,
Dost se dost milta hay to Eid HOti Hay
App Sub KO Eid Mubarak ....!
Tu Meri Duaon Mai Shamil Hai is Tarha..

Pholon Mai Hoti Hai Khushbu Jis Tarha..

ALLAH Tumhari Zindagi Mai Itni Khushiyan Dy..

Zameen Per Hoti Hai barish Jis Tarha.../
[Aameen]

|-=-=-| EiD MubaraK |-=-=-|
PAANI

AASMAN KI TARAF UTHAY TU BHAAB
AASMAN SE NEECHAY AAY TU barish
JUM KAR GIRAY TO AULAY
GIR KAR JAMAY TO BURF
PHOOL KI PATTI PER HU TO SHABNAM
PATTI SAE NIKLAY TU ARAG
JAMAH HU JAYE TU JHEEL
BEH JAYAE TO NADI
JISM SAE NIKLAY TU PASEENA
AANKHOON SAE NIKLAY TU AANSU
Ek dost aisa chahiye jo
Hume apna maan sakay
Hamray har dukh ko jaan sakay
Chal rhay hoon hum tez barish mein phir bhi pani
Mein ansso ko pehchan sakay