Dua SMS Messages530 messages

Aftar k waqt jab rozedar azan ka intezar kar raha hota hai to Allah shaitan se kehta hai,
Dekh mere bandey ko jis ko tu kehta tha nafarman ho ga.
jab tak mera naam is k kano mein nhi parta ye luqma nhi dalta.
is waqt mera banda jo kuch b Duaa kre ga main usko zarur qubul krunga.
SUBHAN ALLAH.
Asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
mar jay to jeny ke Dua dati hai dunia

hum kon say momin thay jo ilzam na shaty
pathar ko bagwaan bana dati hai dunia

karo na naaz hatoo ke lakiro pay itna faqiroo
hathoo ke lakiro ko mita dati hai dunia

ya zakham mohbat ka hai dekhana na kese ko yaroo
la k sary bazaar saja dati hai ya dunia

marny k liya karti hai majboor to lakin
jeeny k tarqy sikha dati hai ya dunia
asy bhe mohbat ke saza dati hai dunia
Or kuch b nahi chata apni is na gawar-e-zindagi me
ya RAB Dua hai k kisi k dukh ki waja meri zaat na hoo
tumhari duniya se chaly jany k bad hum tumhy
her sitare main nazar ayn kerege
tm har pal koi Dua mang lena
Or hum har bar toot jaya kery gye
Hum sa ehl-e-dil tujhe kahan mile ga Faraz,

Jo tere sitam bhi sahay aur tujhe Duaa bhi day...
main raho ya na raho,ye Dua rahe ge meri
tum khush raho sada mere sath b mere bad b
Bohat Khubso0rat Hy Ye Dua Hamari
Phoolon Ki Tarha Mehky Ye Zindagi Tumhari
Muje Kya Chahiye Or Zindagi Me
Kabhi Khatam Na Ho Bas Ye Dosti Hamari....
Phulo se bagiya mahekti rahe ,
sitaro se duniya chamkati rahe,
hum rahe na rahe,
Dua h rab se aapki kismat har dam chamkti rahe....
Paper Se Pehle Ki
"Dua"
.
.
.
....
.
.
.
.
Ya ALLAH !!
Is Baar Pass
Kara De
Next Time
Zaruur Parhoonga ... :))
"Koi "DOOR" hai to koi "PAAS" hai" "Ye "WAQT" waqt ki "BAAT" hai" "Hum "DOOR" hain to "KIA" howa" "Hamari Dua Hr Waqt Hr Pal aap k Sath Hy
"Koi "DOOR" hai to koi "PAAS"
hai"
"Ye "WAQT" waqt ki "BAAT"
hai"

"Hum "DOOR" hain to "KIA"
howa"

"Hamari Dua Hr Waqt Hr Pal aap k Sath Hy
RAMADAN MUBARAK

Wish you a joyous IFTAR
with Happiness Health
and Success Always ..