Dua SMS Messages530 messages

Aisi Kia Dua Doon Tum Ko , Jo Tumhari Labon Pe hansi k Phool Khila day..
Bass Yehi Dua Hai Meri , Sitaron Si Roshni Khuda Tumhari Taqdeer bana De ...

( AMEEN )
Har kamyabi pe apka nam hoga,
Apke har kadam pe duniya ka salam hoga,
Mushkilo ka samna himmat se karna,
Dua hai ek din waqt bhi apka gulam hoga...
Dua ki $urat Mein $ab ki Khatir
Jo meray Honton say Lafz Niklay

Jo meri Ankhon $ay Ashk Niklay
Unhi k badlay mein ay "ALLAH"


Jub bhe $ab ka Naseeb likhna
Urooj Likhna
Kamal Likhna
Kabhi na Harf-e-Zawal Likhna


Khu$hian Likhna or sabki member$ ki Umr-e-Draz Likhna
Mera lafz lafz Duaa Duaa
Mere Aanso''on se dhula hua
Tujhey Zindagi ki wo Seher miley
Tujey Aaino ka Safar miley
Tujhey Gird-e-Ghum kabi chhoo na sake
Mere Dil mai hi tuu chupi rahey
Mere Aashna mere Hum-Nasheen
Yeh Duaa hai koyee Gila nahi
Tujhey Zindagi mai wo sukoon miley
Jo mujhe kabi mila nahi
pholoon ki wadi mai ho basera tera
sitaron k angan mai ho ghar tera
Dua hai ik dost ki ik dost ko.....
k tuj se b khobsurat ho muqadder tera....
God bless u..
Bhige mausam ki khushbu hawao meho,

Apki dostika ehsaas in fizao meho,

Yuhi sada rahe apke Hotope Muskurahat,

Itna asar meri Duao meho
WHAT is "Dua"?

"D"- DIL se nikli hui awaz jo aap ko har din sachi KHUSHI de.

"U"- UDASI aap ke QAREEB se bhi na guzre.

"A"- Aap hamesha khush Rahe.
SADA DÖÖR RAHO
GHAM KI
PARCHHAIYON
SE.,
SAAMNA
NA HO KABHI
TANHAIYON
SE.,
HER
ARMAAN
HER KHUWAB
POORA HO
AAPKA.,
YEHI
Dua HAY
DIL KI
GEHRAIYON SE..,
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,

Holi Mubarak!
Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,

Holi Mubarak!
DIL HAI K MUSALSAL YEH Dua MANG RAHA HAI
PHIR SAY SAFAR E KERB-O-BALA MANG RAHA HAI
SHABEER a.s K MAQTAL SAY ABHI TAK SAR-E-MOMIN
SAJDON K LIYAY KHAK-E-SHIFA MANG RAHA HAI
Tamanah yeh mere ta umar-e- zindagi rahe gi
Her namaz main bas yehi Dua Allah kay guzar rahe gi
Shamil mujhe karley MOla apni foj main
Phir dekhna kis Munkir-e-Ali(A.S) ki garden dhar per rahe gi