Dard SMS Messages490 messages

Koi aisa na mila jispar duniya luta dete,
har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete?
Apne dil ka Dard dil mein hee dabaye rakha,
karte bayaan toh mehfil ko rula dete...
Na jane tum par itna yakeen kyun ha.

Tera har ik khayal haseen kyun ha.

Kehte hein pyar ka Dard metha hota ha

Phir ankh se nikla hoa ye aansu namkeen kyun ha
Kuch to tanhai ki raton mein sahara hotatum na hotay par zikar tumharahotais dunya mein koi hamDard na paya mein nayek hasrat hi rahi koi hamara hota
Muje Dard-e-ishq ka maza malum hai, Dard-e-dil ki inteha malum hai, Zindgi bhar muskrane ki dua na dena, Muje pal bhar muskrane ki saza malum hai.
sonu .. aissa nahe kertay
suno ! jis dil main raihtay hon
ussay tora nahe kertay
bina jis kai na jee payin
ussay chora nahe kertay
suno ! kuch dair rok jao
koi tadbeer ker lain gay
ju saray khowab daikhan hain
unhain tabeer ker laingay
ju hathon main lakeerain hain
unhain takdeer ker lain gay
sonu ! kuch dair rok jao
khodara yon tu mat jao
bina tairay yai jeewan hum
kaho kaisay beetayin gay
sonu ! tum yad aa a tu
bohat khod ko rolayin gay
suno ! jub Dard hoga tu tarap ker mar he jayingay
sunoooo ! kuch dair rok jao
sunoo kuch dair rok jao ..
Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , Aankhain ,
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhain ,
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi ,
Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aankhain,
Woh Hum Se Baat Nahi Kartey , Tu Na Karey ,
Haal Sara Unkey Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhain,
Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath,
Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhain,
Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan Mein , Basa Deti Hain Aankhain,
Mana Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Key Rastey ,
Magar Kabhi Kabhar , Neend , Ura Deti Hain Aankhain,
Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , Aankhon Ki Neamat Humain,
Dard -O-Gham , Sarey Dil Key , Chupa Deti Hain Aankhain
Raat sunti rhi mai sunati rhi,

Dard ki dastaan mai batati rhi,

Log,logoon se chahat nibhatay rahay,

Ik wo tha,jo maira dil jalata raha.
Aaj us ki yaad ne hamain tarpaya bohat,

aaj na chahtay howay bhi woh yaad aya bohat,

uss k baad tu jasay vehshaton se dosti ho gai,

phir kyon aaj tanhaiyon ne daraaya bohat,

woh mera tha,mera hai, mera rahay ga,

hum nay iss khayal se khud ko behlaya bohat,

hum ne jis kisi ko bhi humDard samjha apna,

woh hamare dukh pe na jaane kyon muskuraya bohat...
Neend apni bhula k sulaya hum ko...

Aansu apney gira k hasaya hum ko..

Dard kabi na dena un hastiyon ko...,

ALLAH ne maa baap banaya jinko
Main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta

chahata hoon main tujhe aaj bhi par
teri soch mei apna waqt bekar nahi karta

tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri
isi liye apne Dard ko namoodaar nahi karta

jo kuch mila hai usi mei khush hoon main
tere liye khuda se taqraar nahi karta

par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim
warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta
ab thak gaye hum apni zindagi ke panno ko palat te huae..
jeena chahatay hai apne aaj mae..likhna cahate hai apna aaj..
par likhae bhi tou kya... aaj tou zindagi sirf ek kora kaagaz hai..
naa bacha hai kuch likhne ko... naa padne ko..
wo he roz ki tanhaayi.... wo he Dard...
likhae bhi tou kaise.....
kuch likhne se pahele he kaagaz bheeg jaata hai..
mere bahte Dard se... ab tou bus ek kora kaagaz liye bahte hai..
shayad kabhi ye ashq shuk jaaye
tou hum bhi kuch apne aaj ki daastan likhae..
isi intezaar mae baithe hai..
Dard ki baarish mae tou dil roz bheegta hai
ai Khuda aaj chahay tou phir se wahi Dard ki baraish kar de..
par ek boond khushi ki esmae de de..
wo khusi mai nazro se dekhna chahati hu..
wo kush hai kahi door mujhsae..
bus ye ek paigaam de de..
es ek boond ke sahare mai apni zindagi jee jaungi..
phir chahaye tou umra bhar gam aur Dard ki baarish de de..