Aana SMS Messages322 messages

Janaza Mera Uth Raha Tha,

Phir B Takleef Thi Unko Aanay Mai,

Bewafa Masjid Mai Baithay Poch Rahay Thay,

Aur kitni Dair Hai khanay Mai.
O pakistanio
bus main latak kar Aanay walo
light ke beghair rehnay walo
deshat gardi bardasht karne walo
har chees pe etra text dene walo
40 ka petrol 108 main kharidne walo
selab ka imdadi maal dobara market se lene walo
shehr ki light ka bill apne ghar se dene walo
sania ko bhabhi kehne walo
muni ko badaam kane walo
english ke paper main calculator le janay walo
ganje ko wazir banay walo
call center wali larki se baat karke khush honay walo
.
.
.
meri taraf se sab ko
ADVANCE EID MUBARAK
Suhani Raaton Ki Chandni Mein
Kbhi Na Tum
Be-Naqab Aana
-
Mein DIL Pe Qabu To Ker Sakun Ga
Nigah Shayad Gunah Ker De
-
Itney qareeb say guzar kar gaya hai
Andaaz be rukhi kay num kar gaya hai
Mayat pe mari kharay ho kar anjaan bangaya hai
Kehta hai logon say yeh kon mar gaya hai
Aana mari kabar par aur parna phir Fatiha
Aur phir muskara kar keh dena acha howa mar gaya hai
Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam
Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai
Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai
Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai
Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai
Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas
Masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai
Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai
Kaha kay Har Nazar na Aanay waali cheez jadoo hai
Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai
Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin,
Usay mehsoos karna mayri justujoo hai
Ab tum bhi lout jaao pari
Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…
Thora socha hai humne ...
thora jAana hai humne...

Mushkil se magar pehchana hai humne...
Koi aap jaisa na tha na hoga...
isliye dost aapko mana hai humney
Mushqilo mein bhaag jAana asaan hota hai
har pehlu zindgi ka imtihaan hota hai
darne wale ko kuch nahi milta zindgi mein
aur ladne walo ke kadmo mein jahaan hota hai.
TANHA TANHA” c raat,
Or
“TANHA TANHA” se HUM!
Afsurda afsurda YADEN,
Bheega bheega MOSAM,
Sookhey patton ka SHOR,
Andhery ki SARGOSHI,
Dharkan ki AAHAT,
Qismat se apne SHIKWAY,
tere ehsas ka toota BANDHAN,
Tere sath guzray PAL,
Tere loat Aanay ke UMIDEN,
Tere rastay pe NAZAR,
Lamha lamha rat ka DHALNA,
pal pal apne aas ka TOOTNA,
Dil k zakhmon ka gehra hona,
Phir
“TANHA TANHA” c rat, Aur
“TANHA TANHA” se “HUM
Udas shamon ki siskiyon me,
Kbhi jo meri aawaz sun’na,
To beete lamhon ko yad kar k,
Inhi fizaon me lout Aana,
Tm aaya krte they khwab ban kar,
Kbhi mehkta gulab ban kar,
Main khushk honto se jab pukaron,
Inhi adaon me lout Aana,
Meri wafaon ka pas rkhna,
Meri duaon ka pas rkhna,
Me khali hathon ko jb uthaon,
Meri duaon me lout Aana,
Meri duaoon me lout Aana
1 choohay ko agar 1 bille se love
ho jaye tou wo kon sa gAana gaey ga?
.
.
.
.

Very simple

Billo rani…

Kaho tou abhi jaan day doon.
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsAana..

Elaahi..! Hum unhain daikhen?? ke unka daikhna daikhen..
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsAana..

Elaahi..! Hum unhain daikhen?? ke unka daikhna daikhen.. !