Udas shamon ki siskiyon me, Kbhi jo meri aawaz sun’na, To beete lamhon ko yad kar k, Inhi fizaon me lout aana, Tm aaya krte they khwab ban kar, Kbhi mehkta gulab ban kar, Main khushk honto se jab pukaron, Inhi adaon me lout aana, Meri wafaon ka pas rkhna, Meri duaon ka pas rkhna, Me khali hathon ko jb uthaon, Meri duaon me lout aana, Meri duaoon me lout aana
Nov, 16 2012
360 chars (3 sms)
6161 views
Miss You
Tanhayian jaane lagi zindagi muskurane lagi,
Naa din ka pata hai naa raat kaa pata.
Aap ki dosti ki khushboo hume mehkaane lagi,
Ek pal to karib aa jao dhadkan bhi awaaz lagane lagi
Arzoo yeh nahi k gham ka tofan tal jay
Fiqar tu yeh hay k tumhara dil na badal jay
Kabhi bhi mujh ko agar bhulana chaho tum
Tu dard itna dena k mera dum nikal jay