yaadein

yaadein
Kaash K Koi Raasta Mil Jaye Tujh Tk Pohanchny Ka,,
Qeher Ban K
Baras Rahi Hain Mujh Pe Yaadain Teri.
  

Sep, 06 2012     100 chars (1 sms)     6768 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

I don''t wanna feel the way that I do,

I just wanna be right here with you.

I don''t wanna see, see us apart,

I just wanna say straight from my heart

I miss you.
Har aahat ehsas hamara Dilaegi,
har hawa qissa hamara sunaegi,
Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me,
na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi.
I miss u, do u?
.Woh kehte hain k aagar nasib hoga mere,
toh hum unhe zaroor payenge,
hum puchte hain unse, agar hum badnaseeb
hue toh unke bina kaise jee payenge..
We live once
we die once
but we breath every time........
Similarly
I saw u once
I met u once
but i m miss u every time.........
Dil se dil tak,
Jaan se jaan tak,
Din se raat tak,
Kal se aaj tak,
Aap se mujh tak,
January se december tak,
Meray SmS publish hone se Tumharay SmS parhnay tak,
I MISS U.
Manzelin bhi us ki thi,
Rasta bhi us ka tha,
ek main ekala tha,
kafla bhi us ka tha,
saath saath chalnay ki soch bhi us ki thi,
phir rasta badalnay ka faisla bhi us ka tha,
aaj kyoun ekala hoon dil sawal karta hai,
log tou us ke thay kia khuda bhi us ka tha.
Unki yaad bhi hume sataati hai,
hume tanha paakr rulaati hai.

hume apne rone ka koi gum nahi yaaro,

kyuki aaj bhi hume rotaa dekh kar wo muskrati hai.
ROSHANI DE KAR DOOB JANA KOI SURAJ SE SEAKHE DIL DEKAR DARD LENA KOI HUM SE SIKHE KUCH NA DEKAR DIL LENA KOI UNSE SIKHE SMS LAKER REPLY NA DENA KOI APP SE SIKHE.....
Delete Message?
No,
no Wait!
B''coz.........
I wana say somethng thats only 4 you


( )" " "( ) ( )"""( )
("( ''o'' ) ( ''o'' )")

" I MISS YOU"
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein ** wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
"It''s A Horrible Thing To See Your
Lost Love Walk Past You With Another Girl,
And It''s The Worst Thing To Know
That You Made

A Mistake In Letting Him Go."
Press down if you miss me
So U Miss Me
Ok You Can Stop
Still Pressing
Well, I miss you too.