Wafa Main Ab Ye Hunar Ikhtiar Karna Hai,
Woh Sach Kahe Na Kahe Aitebar Karna Hai.
Yeh TujhKo Jagte Rehne Ka Shauk KabSe Hua,
Mujhe To Khair Tera Intezaar Krna Hai.
nikal k dil say teray wastay sada ayi,,, uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,, k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,, waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)