Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo