Pathan Mobile Company Mein Job K Liye Interview Dene Geya Pehly hi Sawal Ka Jawab Dene Par Usy Maar Kar Bhaga diya Geya Sawal Tha . . . . . Sub se Mashoor Network Kon sa Ha? Pathan: Cartoon Network HAhahahaahahahahahaahahahaahahahahahaahahahahahaahahahahahahaha
American.
Chinese.
Pakistani.
Chand par ponch gay
3no ne nechay jhank kar dekha to zamen pr 1 lambi line nazr aye.
American ye funelait ki building he
Chinese nhi ye
Dewar-E-Cheen he.
Pakistani paglo na ye koi building he or na koi dewar
ye pakistan mai UTILITY STORE k bahir aata lena walo ki line hay.