Loag Piyar Kay Liey Hotey Hn AOr Cheezen Istemal K Liey Baat Tb Bigarti Hay Jab Cheexoon Se Piyar Kia Jaey AOr Logon Ko Istemal Kia Jaey Hazrat Ali Razi Allah-O-Taaala Anhoo.
Jawani ko zindagi ka nikhaar kahte hai
Patjhad ko chaman ka nikhar kahte hai
Ajeeb chalan hai is duniya ka Yaaro
Ek dhokha hai jise hum sab Pyar kahte
Hai !
Kanch ko chahat thi pathar paane ki,
ek pal me fir toot kar bikher jaane ki.
Chahat bas itni thi us diwane ki,
Apne hazaar tukdo me uski hazaar Tasveer sajane ki.
bottle main Pepsi say zyaada
....used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada... I LOVE U