Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna,
pyar ka rishta yu hi barkaraar rakhana,
bichar jae kabhi aap se hum,
to ankho mein hamesha hamara intezaar rakhna..
Mere aane ki aahat pe shama jalai hogi...
kabhi judai ke gum se aakh bhar aai hogi...
fikar na kar mere yaar...
us rabne milne ki koi to sham banai hogi...!