naqab special

naqab special
dar lagta hy humko un aankhon sy jo naqab main reh kar bhi hum par waar karti hain
  

Jun, 28 2014     82 chars (1 sms)     5363 views       Broken Heart

more Broken Heart SMS Messages

Manzil jab ek hai to alag kyun hon rastay,

Mein sath lay k chalungs raqeeb ko apnay
When You Have
Loved Unconditionally
One Person
And
Lost That Love ...
It Leaves A Wound
That Never Heals
A Sad & Broken
Heart , A Void Forever ...
Palken neend se bojhal zarur hein lekin...
.
.
So gaye hum to usey yaad kon karega.
Aaj Rutha Hua 1 Dost Yad Aaya,
Accha Guzra Hua Waqt Yad Aaya,
Jo Mere Dard Ko Sine Me Chupa
Leta Tha,
Aaj Jab Dard Hua To Wo Bhut Yad
Aaya.
Wo hairaan hain mery sabr par to keh do Unhain..

Jo Aansu Daaman par nhi Girtay, Wo dil ko cheer jaty hain...
Hamara Tazkara Chorho, Hum aisy loog hain jinhain

Nafrat kuch nahin kehti, Wafa'ain maar daite hain.. !
Tum poochho ore main na btaon
Aesay to halaat nhi
.
Aik zra sa dil toota hay
Ore to koi baat nhi
.
Kisko khabar thi sanwal.e.badal bin brsay urr jatay hain
Sawan aaya lekin apni qismat main brsaat nhi
.
Toot gia jb dil to phr saanson ka chalna kia maani
Goonj rhi hay keun shehnaie jb koi baraat nhi
.
Meray ghamgeen honay pr ahbaab hain keun heraan QATEEL
Jesay main pathar hoon meray seenay main jazbaat nhi
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsaana..

Elaahi..! Hum unhain daikhen?? ke unka daikhna daikhen.. !
4 saal lgtay hen insan ko agrarian bn'ne me
phir
chahy sari umr lagy raho


wapis insan nhe bnta :)
Dard mein har koi muskra nahi sakta,

Apne dil ki baat sabko bata nahi sakta,

Roshni lene waley kya jaane,

Chiraagh jal to sakta hai par apni takleef bata nahi sakta.
Dhadkano ko sunkar bhi tumhe pyaar ki khabar nahi
hoti...

Kya mahsoos karoge tum dil ka dard,

dil tutne ki to awaz bhi nahi hoti...
Aisa kya likhoon k tere dil ko taskeen pohunche Amjad....
.
.
.
.
Kya yahi kaafi nahi k tum yaad aa rahe ho.