Aaj Rutha Hua 1 Dost Yad Aaya

Aaj Rutha Hua 1 Dost Yad Aaya
Aaj Rutha Hua 1 Dost Yad Aaya,
Accha Guzra Hua Waqt Yad Aaya,
Jo Mere Dard Ko Sine Me Chupa
Leta Tha,
Aaj Jab Dard Hua To Wo Bhut Yad
Aaya.
  

Apr, 18 2013     139 chars (1 sms)     5824 views       Broken Heart

more Broken Heart SMS Messages

Tum poochho ore main na btaon
Aesay to halaat nhi
.
Aik zra sa dil toota hay
Ore to koi baat nhi
.
Kisko khabar thi sanwal.e.badal bin brsay urr jatay hain
Sawan aaya lekin apni qismat main brsaat nhi
.
Toot gia jb dil to phr saanson ka chalna kia maani
Goonj rhi hay keun shehnaie jb koi baraat nhi
.
Meray ghamgeen honay pr ahbaab hain keun heraan QATEEL
Jesay main pathar hoon meray seenay main jazbaat nhi
Ajnabee mehfil mein kisi se dil na lagana Amjad,
.
.
.
Suna hai bin bulaye aany waly bin bataye hi chaley jaty hain.
Tumse mumkin ho to rok lo saansein hamari,
.
.
.
Dil jo dharkega to tum yaad aaogy.
Main Bojh Ban jaonga Apne Hi Doston Pe ek din

" %Princess M% "

dekhna woh Kaandhey Badal Rahey hongey Har 2 Qadam K Baad.
Kabi Jazbon Kabi Khuwabon Ki Tijarat Kar K,
Dil Ne Dukh Dard Kamaye Hain Mohabbat Kar K,
Wo Jab Aayega To Mehfooz Milengay Usko,
Hum Ne Dafnaye Hain Kuch Khuwab Amanat Kar K,
1 Zara Si Bhool Hui Or Usay Kho Bethay,
Hum Ne Paaya Tha Jisay Barson Ibadat Kar K
Kitny Ghuroor se Wo Mujhy Tanha Chor gya he ...DOST...
Use Maloom tha Mery Paas koi or nhi uske siwa...
Kal raat menien apney sarey gham asmaan ko suna diye "DOST"
Aaj me khamosh hoon aur roo raha hai asmaan...!
don''t ever regret your love...
Bcoz one day she will find that
she lost a diamond while she was busy in collecting more stones
Jhalakti hai tasweer teri baarish ki boondoo'n mein.......!

Aaj phir bheeg betha tjhy paane ki chahat mein........
khuda Ki Qasam Bari Mushkil Sey Milta Hey..!!

Wo Aik Dil Jo Muhabbat Nibhaney Wala Hu..!!
Hamara Tazkara Chorho, Hum aisy loog hain jinhain

Nafrat kuch nahin kehti, Wafa'ain maar daite hain.. !
Us ki yaadein bhi kitni ajeeb hein...

Ke mujhe dard bhi deti hein aur rahat bhi...