Jo ansu na hote annkho mein.....to aankhe itni khoobsurat na hoti..!!!!!!!
jo dard na hota dil mein.....to khushi ki kimat pata na hoti..!!!!!!!
jo bewafai na ki hoti waqt ne......to wafa ki kabhi chahat na hoti..!!!!!!
Agar maangne se puri ho jaati muraadein.....to uss khuda ki kabhi Zaruratt na hoti..!!!!!!!!
Hitler said: "There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary" . . Pathan said: Ab bolne ka kya fayida Hitler bhai? Jab Dictionary khareedi thi tab hi check karni thi na?