Bas kar Aye dil us

Bas kar Aye dil us
Bas kar Aye dil us bewafa ko aur yaad na kar....

Bohut zulam kia hai uss nee tujhe Gayar bana kar..

  

Sep, 07 2013     102 chars (1 sms)     5248 views       Broken Heart

more Broken Heart SMS Messages

Aik Bewafa K Zakhmun Pa Marham Lagane Hum Gae Marham Ki Qasam Marham Na Mila Marham Ki Jaga Mar Hum Gae
Palken neend se bojhal zarur hein lekin...
.
.
So gaye hum to usey yaad kon karega.
Leke hum dusro ki hansi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.
Manzil jab ek hai to alag kyun hon rastay,

Mein sath lay k chalungs raqeeb ko apnay
I Am Mad For
Her ..... !!



But



Why On Earth
I Ain''t Made For
Her ......... ??
It HuRtS wHeN wE
rIsK oUr
HEART
&
It EnDs uP bEiNg
BROKEN
bUt
WhAt hUrTs MoRe iS
wHeN wE
STILL
HoLd On WhEn wE
aLrEaDy KnOw
We ArE wAiTiNg FoR
NOTHING ... =(
Jis Ki fitrat Thi Baghawat Karna....

Tu Ne Us Dil Pe Hukumat Ki Hai........!!
Aya kuch is ada sy k palkain bhigo gya ''

jhonka tery khyal ka ktna
shaded tha ''
Tum poochho ore main na btaon
Aesay to halaat nhi
.
Aik zra sa dil toota hay
Ore to koi baat nhi
.
Kisko khabar thi sanwal.e.badal bin brsay urr jatay hain
Sawan aaya lekin apni qismat main brsaat nhi
.
Toot gia jb dil to phr saanson ka chalna kia maani
Goonj rhi hay keun shehnaie jb koi baraat nhi
.
Meray ghamgeen honay pr ahbaab hain keun heraan QATEEL
Jesay main pathar hoon meray seenay main jazbaat nhi
Teri yaadon mein khoya raheta hai dil,
Abto sambhale bi nahin sambhalta yeh dil,
Ishq main aisi thokar khayi hai dilne,
Ke abto ishq ke naam se bi darta hai dil...
Us K Hath Par Apna Naan Likha Dekha To Main Boht Khush Howa"

Wo Barey Masoom Se Lehjhey Me Bola ...............

Tere Hum Naam Aur Bi Hain
FAADI
Khumaar-alooda nazroon ki har ek junbish hai afsaana..

Elaahi..! Hum unhain daikhen?? ke unka daikhna daikhen.. !