toot SMS Messages367 messages

mein kissi dil ke tootney ya us ko zahmi karney kee wajah naheen banna chahta, iss liye meree request hai k mere jitney sms funny they k jin mein kissi ko mazaq kiya ghaya tha, wo kissi ko forward na kiye jayein.
sham hote hii ye dil udaas hota hai
toote khwaboo ke siwa kush na pass hota hai
tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
bandar jab koi ass paas hota hai.
Be Khaber Apne Dil Se Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi,
Ye Or Baat Hai Manta Dil Ki Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi,
Ab Dekhiye Kya Hota Hai Anjaam Dono Ka Dono Hain Sheesha Mizaaj,
toot Ker Jurne Wala Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi. LOVE U JANU !!!
Rishtay jo pyar ke thay sabhi choot-tay gaye...

Bandhan bhi saaray zabt ke phir toot-tay gaye...

Khawab-o-khayal ban gayen yaaron ki mehfilen...

Ek ek kar ke yaar sabhi rooth-tay gaye...

Sab dard dil main bhar liye sukh ki talash main...

Hamdard ban ke log hamain loot-tay gaye...

Milti rahin sazayen hamain pyar ke aiwaz...

Apni hi Khawahishon ka gala ghont-tay gaye...
Wo muskura rahe hai hume tanha chod kar,

Kiye huye saare waado ko tod kar.

Unke siva kahi dil lagta bhi nahi,

Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar
Wo muskura rahe hai hume tanha chod kar,

Kiye huye saare waado ko tod kar.

Unke siva kahi dil lagta bhi nahi,

Ab kya karenge hum apne toote huye dil ko jod kar
Rishte kanch ki tarah hote hai,

toote jaye to chubhte hai.

Inhe sambhalkar hateli par sajana

kyoki inhe tootne me ek pal

aur banane me barso lag jate hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai...
Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai...
Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha...
Woh bandhan pal mein toot jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..


Sokoon dil barbaad ho jane ko hai...
Raapte socho ke simat jane ko hai...
Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha...
Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai...


Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai...


Qurbato ke nisha mit jane ko hai...
Faasle dooriyu mein badal jane ko hai...
Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke...
Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai...
Dard bhari zindagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai banaye thy tamsha zindagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main apna aaj dhondhte hai maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi haseen khaab dhondhte hai
Bhoolne ki Adat Hai

Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein ke Hamein Dusre ki Adat hai
Tu apne Sheesha-Gari ka na kar Hunar Zyada
Main Aaina hoon, Mujhe tootne ki Adat hai
Wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jagne ki Adat hai
Tera Naseeb hai Ae Dil Sada ki Mehroomi
Na Wo Saki hai, na Tujhe Maangne ki Adat hai
Ye Khud Aa Jati kab tak
Tu bhi usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki Adat hai.
Kanch ko chahat thi pathar paane ki,
ek pal me fir toot kar bikher jaane ki.
Chahat bas itni thi us diwane ki,
Apne hazaar tukdo me uski hazaar Tasveer sajane ki.
"Pyar kya hai"
Pyar- wo ehsas hai jis k saharey zindagi guzara assan aur bamani ho jata hai.
Pyar- wo dard hai jo bardi sey bardi taleef ka b pata naheen lagne deta, chahey jism jal b jaye.
Pyar- wo ummeed hai jo saan tootney k baad b qayam rehti hai