Taqdeer SMS Messages56 messages

Kar K Aankhe Nam,Kya Dikhana Chahti He Zindgi?

Dekar Itne Gum,Kya Sikhana Chahti He Zindgi?

Pehle Mila Kar Fir Taqdeer Me Likh Deti He Judaai,

Ye Dard-E-Dil Se Hume Kya Mitana Chahti He Zindgi.
Dard Uthtay hain magar Aah nahi karty,
Kon kahta hai Hum Wafa nahi karty,
Aakhir kyun nahi Badalti Taqdeer Hamari,
Kya Aap bhi Hamary Haq me Dua nahi krte.
Kat ti naheen hay gham ki raat
A k thair gayi hay kiya
Nind to khair so gayi
Mout bhi mar gayi hay kiya

Jalte hain armaan
Mera dil rota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay

Koun mere tuute dil ki
Faryaad sune
Aaj meri Taqdeer ka
Maalik sota hay

Ayi asi moj k
Sahil chuut gaya
Warna apni kashti
Koun dubota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay
Kitno Ki Taqdeer Badalni Hai Tumhein
Kitno Ko Rasto Pey Lana Hai Tumhein
Apni Hath Ki Lakeron Ko Mat Dekho
In Lakeron Say Agay Jana Hai Tumehin
Mere hi hathon pe likhi hai Taqdeer meri,

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

aur meri hi Taqdeer par mera bus nahi chalta....!
Log kehtay hain k….

LOG kehtay hain k guftar yeh kam kertay hain
baat krtay hain magr soch k hum kertay hain
yeh jo insaan hai dushman hai zamany bher ka
meray MOLA hain jo bandon py karam kertay hain

Subah hoti hai to muskaan saja letay hain
raat hoti hai to hum ankh ko nam kertay hain
yeh to mumkin hi nahin khwab sabhi pooray hon
Saif khwahish ko bhi Taqdeer main zamm kertay hain.
Meri Taqdeer Se Pooch Meri Qismat Ka Faisla.

Meri Muskurahat Pe Na Ja Mere Dard Ko Talaash Kr.

Meri Aankhon Se Pooch Mere Intizaar Ki Inteha.

Mere Itminaan Pe Na Ja
Mere Sabr Ko Talaash Kr.

Mere Pyar Se Pooch Mere Pyar Ka Aalam.

Meri Soorat Pe Na Ja Meri Seerat Ko TALAASH Kr..
* Harf-e-Dua *

Chaandni

Us Dareechy Ko Chuu Ker

Mere Neem-Roshan
Jharokay Mein Aaye, Na Aaye

Magar

Meri Palko''n Ki Taqdeer Se
Neend Chunti Rahe

Aur Us k Khwaab Bunti Rahy
main janta ho nhi likha khuda ne tujhe meri Taqdeer mai.

main to namazo mai sirf apni duwaoo ko azmata hoon.
meri Taqdeer may ruswayi agar likh di hay
phir mujhay apni muhabbat may hi ruswayi day
apni"galtiyon"se Taqdeer ko"badnam"na kar"ghalib"

Taqdeer to khud"himat" ki"mohtaj"howa karti hai..
Mere Pukhta Iraday Khud Meri Taqdeer Badlein Gay Ghazanfar
Mere Hath Nahi Mohtaj Qismat Ki Lakeeron K