Hum chaat par chade patang udane ke bahane, Wo bhi chaat par aayi kapde sukhane ke bahane, Uske mummy ne jo dekha ye hasi najara, Jhadu le aayi wo bandhar bhagane ke bahane..
Meine kaha pyar mein kuch bhi kar sakta hun Daaaaarling... . . . . Usne muskra ke kaha:WATAN CARD to dilwa do Qk hamare shahar mein bhi selaab aaya tha.