''2 apimy amm (mango) k bagh gaye. 1 ne kaha kash ham mango hoti to kitna acha hota.dosry ny kaha ye to mushkil nahy he chalo lattak jatey hai.kuch dair k bad 1 gir geya dosry ny pocha Q tak kar gir gaye, phele ny jawab diya nahi paak kar gir geya.''
1 Pathan Apna
Samaan Bag Me Bhar k
GEO k Office Pohanch
Gaya Aur Poocha:
"Wo Baji Kahan Hy Jo
Khabro''n k Beech Me
Kehti Hy Humare Saath
Rahiye Ga"
Hum Us k Saath
Rehne Aaya Hoon.. ;->