1 memon apni bv ka sadqa utarta hy 10rs ka
Or us me 90rs dal kr card load krta hy
bv pochti hy ye kya kya
memon
Sadqa gharib govt ko gya balance mere pas
Sardar darvaze pe GUN liye khara tha
Wife: y r u standing here?
Sardar: Sher k shikar pe ja raha hon
Wife: To jao na..!
Sardar: Kase jaon baher KUTTA khara hai
Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->